Saturday, 4 October 2014

Ab janwar bhi Gullu but k naam se famous.....

http://chishtisaab.blogspot.com/2014/09/play-my-video.html





 Dunia news ki report k mutabik qurbani k janwaron k naam logon k naam pe rakhy gaye jab ek shakh se bat ki or un sa pocha ka wo janwaro ka name q rakhta han tu unho btaya ka 1 tu issa janwar ki pehchan krna asan ho jati ha dosri bat ya ka ussa janwar ko logo ki attraction bhe hasil hote ha. Dunya news ka reporter na Mukhtalif janwar dikhaye jin min sab sa pahla Bholo num 1 ha jo bht he khoobsurat or taqat war or lamba janwar tha or ya name usko bht suit kr raha ha. Bholo num 1 ko daikh kr kisi pehlwan ki yad aajatee ha. Bholo num 1 ka malikan ka kahna ha ka wo isko muraba khila or dodh bhe pilata han. Dunya news ka reporter na dosra janwar ki taraf camera krta hoa kaha ka Aj kal 1 kirdar bht mashoor ha is janwar ka nam gullu but ka name per rakha gaya ha.Q ka ya gullu but bht gusa main rehta ha jaisa he koi iska qareeb jane lagta ha wo pareshan ho kar kisi ko apna qareeb nhe aana daita. or gusa main idhr udhr phrna lagta ha. Issi trha or bhe mukhtalif janwaro ka name shero or bht sa mukhtalif janwar majood han pechla saalo ki nisbat ab janwaro ka namo ka trend bht barh gaya ha.

No comments:

Post a Comment